Aaj maa ki mamta me kam ho rhi h,
Uske amrut paan me sanskar kho rhe h,
Lalach aur durachari ki sikh mil rhi h,
N jane aaj maa ki ghod hi badal gayi h.
Kya kya karva rhi aaj apne beto se,
Apne hi ghar ki izzat nilami par rkh rhi h,
Swarth aur beimani ki manjil hi kyu de rhi h...
Aaj Bharat maa kamjor ho gayi h...
Marti jaa rhi h humari kartute dekh kar....
No comments:
Post a Comment