Tuesday, 21 October 2014

Khubsurti pita ..

MANN duniya ki khubsurti ko pita chala me, Dusre ka dard jeeta chala me. Kahne ko kehte hai apne, Me ghero ko apna bana ke chala. Asaman ko toh kayi sitare roshan karte hai, khudko jalakar jahan ko roshan kartA chala me. Dard uthata jub koi muzhe paraya kahta hai, par is dard ka hi maza leta chala me. "Me" hu apne mann ki awaz....

No comments:

Post a Comment