Hai bezubaan wo,
Fir bhi n jane kya kya kah jati h .
Or muzhe nishabd kr jati h.
Suni huyi lagti h awaz,
Par pahchan nhi pati ankhe,
Jab samne payi thi kruti uski,
Ankho me n sama payi ,
Fir bhi purn lagti h padchayi ,
Dil me har ek baar sawal utha,
Kon h woh? kya nata h muzse?
Bus sawalo ki hi laher bahti h,
Dhundhne jau toh kuchh hath nhi ata,
Wahi toh padchhayi h meri,
Khud ki hi anubhuti h...
No comments:
Post a Comment