Tuesday, 21 October 2014

Awaz laga ta hu

purane kamre me dhundhta hun, Rah gaya tha ek khilona yaha par, N jane kaha gaya,Milta hi q nhi h? Shayad kisi ne churaliya hoga Ya kisine dufna diya hoga. Par afsos ho rha h muzhe aaj khud par, Mene kyu itni badi galti ki, Kyu yaha rakh kar chala gaya tha. Aaj is khilone ka kya haal hoga, Woh toh nhi kuchh kehta, Dekhta bhi nhi h aur n sunta h., Awaz lagau toh kaise?

No comments:

Post a Comment