Saturday, 18 October 2014

Khwab tinka tinka

Khwab tinka tinka bankar bikhad gaya, Zine ka ghosla bah gaya tezz hawa me. Khata ki mene kya, Ek unchi udaan bharne ki, Do pal khushi koh pane ki, Pankh mene kat diye ab, Q ki udaan se jalta h jamana. Aaj dhul se bhar gayi ab meri roshani, Khudko hi andhere me band kar diya, Q ki Roshani se jalta h. Khwab tinka tinka banakar bikhad gaya, Zine ka ghosla behh gaya tezz hawa me. Ab dar lagta h muzhe sapnese, Q ki Sapno me fir dard dikhta h, Jiska malaham nhi milta h, Raat bhar intazar rhata h, Ane wala suraj nayi duniya laye, Tutti h har ummid kalme Zine ki jagah marne ki deti h roshani. Zine ki jagah deti h marne ki roshani... Khwab tinka tinka bankar bikhad rha h, Mushkilo me manjil le jaa rhi h.....

No comments:

Post a Comment